Maa ki mamta

MAA

1.Mughe maa aur phool/flower main koi fark/deference nazar nahi aata .

2.Agar dunya/world ankh hai to maa us ki binai.

3.Ager dunya phool /flower hai to maa us ki khushboo.

4.Sakht/hard se hard dil ko bhi maa ki pur-num ankho se naram/soft kiya jaa sakta hai.

5.Bina lalach ke ager payar milta hai to sirf maa se.

6.Sab se zayada mitha/sweet payar maa ka hai.

7.Maa ke bina ghar ek kabristan ki tarha hai

Comments

Popular posts from this blog

TAWRAT [torah]

Feng Shui Tips For Kitchen

Principles of Vastu Shastra